1jaate huey kadmon ko roka usnemain itna ehsaan faramosh bhi nahinke shukriya na kehta
2rukna chaaha par ruk na sakezamaane ne kaha ki mujh par sirf uska hee haq haikaise maan leta main....aakhir roka tha usnemaine bhi waada nibhaane ko socha
3jaane nahin diya usne, abhi kehna karna tha bahut kuch,nahin jaan paaya main ki mujhe kisne sataaya haiye zamaana bade sang e dil thehra, zauq to murjha gayewo to teri har muskurahat pe qurban hai
4kya khabar thi ki aisa bhi hogahumara kaatil hee humaara maseeha hogahumne jise chaaha hai khud se zyaadawo aaina humaara aks hogakya kameen thi humko, humne khuda se usse maang liyakhuda ne usse kya diya, mera to sab kuch le liyazauq ne khud ko bhool kar pehchaana unhejo pehchaana, to wallah khud to guma diya
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment